Aayai hai iss duniya main Kuch kar k jana hai Sapnu ki iss kashti ko Kinare lena hai Asmaan se unchi Hogi apni udhaan Udte parindo se Banayai ham pehchaan Sach jo b hai uss rah-a-pe Ham chalte jayai gai Iman se ye zamane ko Yun badal te jayai gai Shamah jaise hai zindagi Khud ko samjhana hai Ilam se iss shamah ko Hamain roshan karna hai Hai duain apni ki abaad ho jahan Barbadi ka mitayai ham wo nishaan Sach jo b hai uss rah pe ham chalte Jayai gai. iman se ye zamane ko Yun badal te jayai gai Wo kehte haina jisme gairat nahi Usme iman nahi Ik parinda hu udna janta hu Zindagi ki kashmokash mai Giraftaar hu Kahi taru mai ulja hu, tuta hu bikhra hu Par haan, haraa nahi hu Is jadao jehad mai bohat kuch seekha hu. khudaar hu khudgarez nahi Gairat mand hu bai gairat nahi Jin taru ne kiya hai qaid muje Ab unse ashiyana banana chahta hu Kuki wo kehte haina jisme gairat nahi Usme iman nahi Jana hai hamai jana hai Iss duniya ko hamai chood k Wada hai haan ye wada hai Jhooti rasmoo ko ham todee gai Sach jo b hai uss rah pe ham chalte Jayai gai. iman se ye zamane ko Yun badal te jayai gai