Hum kahan Gum gae hain, mere yaar Hum idhar, udhar Bhattak rahay hain kahan Tere dil main dar paida honay lag gaya Tere dil ko kaise badloonga main, mere yaar? (Yaar, Yaar) Tunay mere haathon main aik pathar rakh diya Is tootay hue dill pe main tou hasnay lag gaya Tumhe chahiye hai woh jo meri duniya main nahi Teri khwahishon say behtar ye aik pathar hi sahi Main tou dooboon, dooboon Doobta reh gaya Is pathar ka wazan hai mujh per bhari par gaya Main tou (dooboon), dooboon Doobta reh gaya Is pathar ka wazan hai mujh per bhari par gaya! Aasman main hain aankhen dekh rahi (Tumhay) Tum idhar udhar na phir say chhup paogay Thand say jalay kapkapanay hain lagay Woh milay na milay, sun rahay hain woh tumhen Sar main mere dono hisson ke beech Aik aadmi rehta hai samajhta nahi Uskay chehray pe woh hai jo mujh main nahi Mujhko sapnay dikhake woh hansta hai ji Ab niklo wahan say mujhko tang na kar Apna kaam karo apna rasta pakar Main tou dat tay rahoonga Main lartay rahoonga Main tere ye dar say jakartay rahoonga Main Tunay mere haathon main aik pathar rakh diya Is tootay hue dill pe main tou hasnay lag gaya Tumhe chahiye hai woh jo meri duniya main nahi Teri khwahishon say behtar ye aik pathar hi sahi Main tou dooboon, dooboon Doobta reh gaya Is pathar ka wazan hai mujh per bhari par gaya Main tou dooboon, dooboon Doobta reh gaya Is pathar ka wazan hai mujh per bhari par gaya!