Phir say ho gai ghalat ghari Kya hogi phir sahi kabhi Kyun na maanay tu Asliyat ko Main bataoon tou Hogi Sahi Kyun mere haath kuch bhi nahi Phir kya in haathon ka sabab koi In sawalon say Bus hai zahir Tera dill nahi Mere haath main so rahi hai Inki jori baat sunake So gai hai chori, chori Mere haath main so rahi hai Inki jori baat sunake So gai hai chori, chori (Tera pyar) Sikha diya tha, khayal kissi aur ka Dekha dikhaya sa (kyun na maanay tu) (Asliyat ko) (Is bachpanay say kuch faraq nahi) Phir say aagai wohi ghari Phir say hain jamay qadam wahin (Kyun na samjhay tu) (Shakhsiyat ko) (Ye aaina nahi) Waise tou mujhko yaqeen hai Tum per nahi Baaton main ab bhi junoon hai Apni sahi In saat logo main gum Main aur tum Main aur tum Main aur tum Ainay main huzoor