Kishore Kumar Hits

DRV - Mahal şarkı sözleri

Sanatçı: DRV

albüm: Mahal

(Kreon)
(Kabhi kabhi)
(Kabhi kabhi)
(Kabhi kabhi)
(Kabhi kabhi)
Jo dikhta nahi sab hota sach
Iss moh-maya mei na tu fas
Uske saath mere sambandh
Lagta kadwa jo hota sach
Jo dikhta nahi sab hota sach, Is moh-maya mei na tu fas
Uske saath mere sambandh, Lagta kadwa jo hota sach
Seekha maine rehna khush, Mai jeeta khud se khudgarzi mei
Seekhi karni izzat pehle hota tha mai badtameez
(Seekhi karni izzat pehle hota tha mai badtameez)

Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak
Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat
Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe
Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan

Chalti gaadi ek sau bees, Tujhe milti na tu hai badnaseeb
Mujhe roko na, Maine rukna nahi
Mujhe toko na, Maine sunna nahi
Na-insaafi hote dekh ye dil ka dard hai rukta nahi
Shah-nawazi ka ye karz mitaane pe bhi mitta nahi
Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak
Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat
Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe
Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan
Sheher beech ek mahal hai, Wahan dikhe na koi bhi door tak
Mujhe wahan mil dopahar mei, Sawaal zyaada tu puch mat
Mere apne lage gair se, Hai lekar chale tumhe sair pe
Iss leher beech hum taerte, Ho kabhi na khatam ye tootan

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar