Nakshatra Nakshatra Young king, Na mila pyaar usey ghar se Sapne they poore karne safar pe Darr ke, Nahi jeena aur usey darr ke Tarse adhoora mann, Uska Bhatke Jai Shiv, Shankar Kabhi na mitey ye hunger 800 crore log apke darshak hun mai manch par Dristikon badal kar, Jab zindagi dekhi naaptol ke Khushnaseeb apni aadaton se Vanvaas liya jaake badalon mei Hari Om, Musafir ghume khaali galiyon mei Sadiyo se they jo gumraah, Naapte nakshe jo they nadiyon se Uphill, Mulakaat huyi sach se Sach ye, Suno satsang mera sardiyon mei Nakshatra Nakshatra Nakshatra Nakshatra Ho gaya mai, Mukt ab Prapt kiya, Maine moksh Kahani meri, Likhi maine jo Prapt kiya, Maine moksh Ho gaya mai, Mukt ab Prapt kiya, Maine moksh Kahani meri, Likhi maine jo Prapt kiya, Maine moksh Bachpan ki Multan ki baat hai Partition ho gaya, Lucknow chala gaya Badhi mehantein karni padhi Pehle paisa kahan hota tha, Sahi baat hai Shaan maarne se kuch nahi hota Asliyat bataane se hota hai Acha toh, Mahatein kari aur gareebi miti Khaane peene ke layak huye Maa hamari kehti thi dekho Bistara chhodte ho Toh saalo kuch khaane ko milta hai