Kishore Kumar Hits

Smoke - Karenge şarkı sözleri

Sanatçı: Smoke

albüm: Veni Vidi Vici


Mehnat hum karenge
Apne haq k liye ladenge
Kisi k kaam se nahi jalenge
Apne passion k liye marenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge mehnat hum karenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe
Ye saare jale aao jab bhi main
Stage pe, turnt up sabhi hai
Aur tu soche ki Rahul ne kari nahi mehnat
Bahaye hai khoon aur paseene
Kara ni bharosa ye shaq beej hai
Ye khoon choose yaha sab leech hai
Tune shuru mai diya na saath
Ab aata khichane foto bete hatt piche
Paini itni jaise churi zabaan
Karta Smoke kyo tu nhi aaram
India mai rappers kamaare hai kya?
Aukaat nhi laane ki louis Vuitton
Ye pure din lage hai pubg mai
Fir kahe kyu ni deta hu main fuck inhe
Inhe apne hi future kadar nahi
Gaana nikale inhe hogye mahine
Mujhe nhi pata main aesa kyu
Humble rehna chodha ladko pe aetha hu
Chalna pade bete bohot
Aane k liye abhi jaha main betha hu
Mere bhi lage honge sadko pe hoarding
Sabse alag jaise main asap rocky
Rahul ne ehsaan lena nahi seekha
Kabhi ni bola kisiko karwade recording
Ye kalam hi bus meri jaane ja
Maane na ki koi smoke k diwaane yaha
Taane kha ke pahucha ab yaha pe haa
Sawaal hi nhi uthta ab wapas jaane ka
Saare haa bolte ab gaane gaa
Ye ladka ab kar karke kya maanega
Kaam kara banaye kabhi bahane na
Yaha bacha nahi koi jo mujhe jaane na
Mehnat hum karenge
Apne haq k liye ladenge
Kisi k kaam se nahi jalenge
Apne passion k liye marenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge mehnat hum karenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe
Lage hai saalo se bana nahi scene
Fir hum kyo roz hi bigadate neend
Kyoki haar manna seekha nahi
Naa hi ijazat iski hamara genes
Yaha dilli me saare bhai galat hai
Yaha dilli ka scene hi to alag hai
Rebel, Huzur, saby, seedhe maut
Vyshakh, Asura, Qaab, shabd, Kode
Aur Jinka naam nhi liya vo bhi to bhai
Tumhare bina Rahul ki nahi chadhai
Adhoora reh jaate kayio bina main
Unke bina koi jeet hi nahi manayi
Aur hater zaada maine paale na
Kya lega bete tu yaha se jaane ka
Kyoki mera nafrat se nhi vasta
Aur tu bus vahi felata kar drame na
Kyoki ye same, follow kare fame
Ye saare bhed inhe karu tame
Ye ladke hi aapare aage nhi khud
Par gaano me duniyadaari kare blame
Ab dilli mai har jagah fela dhua
Bachana tha rap ko main to hu na
Or Baatien meri jaise paini suyian
To Bachalo inko mujhse hallelujah
Mehnat hum karenge
Apne haq k liye ladenge
Kisi k kaam se nahi jalenge
Apne passion k liye marenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge
Karenge karenge karenge mehnat hum karenge
Baapu bole mera chodh de
Abse tu diyo na fuck inhe
Tu ab bus jeet-ta rahega
Dikhade mehnat kar inhe

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar