Aye meri, Bezubaani Adhuri kahani Is pal ko mujhe bhi toh hai Jeena kabhi Khushiyon ki, zindagani Bebassi ki, bandhgani Kya mar ke bhi hum is pal ko Jeeyein tabhi Aye mere khuda Mujhko bataa Kyun mujhse tu hai khafaa Manzilon se mein dur Yeh Dil bekasur Kyun deta tu mujhko sazaa (Chello-Interlude) Zinda hoon mein thodi jeeloon Abhi zindagi Samay ke is pal ko na khona Thamja kahien Har kadam ko kadam se Milane ki himmat sahi Nafrat se mohobbat ka rishta Rakhna Sahi Aye mere khuda Mujhko bataa Kyun mujhse tu hai khafaa Manzilon se mein dur Yeh Dil bekasur Kyun deta tu mujhko sazaa Sapno Ko bhi,sapno se hai Apno ko bhi, apno se hai Yeh kaisa rishta hai tera Is jahan se Aye meri, Bezubaani Adhuri kahani Is pal ko mujhe bhi toh hai Jeena kabhi