Tere roop kitne Haseen khwaab hai tu Judta bikharta sa Ik naam hai tu Mere kaanon mein goonjti Ik aawaaz hai tu Mere dil mein bajta Ik saaz hai tu Tujhse bichhadne ki aadat buri hai Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai Wafa bhi toh tujhse hi ki hai Andhere mitati Woh dhoop hai tu Jise sochoon khayaalon mein Woh roop hai tu Meri saanson mein bas tu Har dum mehakti Alag si hai lekin Kuch khaas hai tu Tujhse bichhadne ki aadat buri hai Jo bhi ho wajah lekin saza tune di hai Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai Wafa bhi toh tujhse hi ki hai Bas itni si hai ik meri iltija Bas ek dafa mujhko kahin mil ja Pehchaanoonga tujhko andheri raaton mein bhi Is baar tujhko jaane doonga nahin Tujhse bichhadne ki aadat buri hai Jo bhi ho wajah Lekin saza tune di hai Mana meri jaan galti bhi mujhse hui hai Wafa bhi toh tujhse hi ki hai Tujhse bichhadne ki aadat gayi hai Ab teri aadat lagi hai