Anjaani Si Raaho Pe Tum Apne Se Banke Mile Manzil Se Bhatka Main Gum Tha Kahin Rahon Pe Le Tum Chalein Durr They Kyun Hum Itne Pass Toh Aao Naa Roke Hai Maine Kabse Jazbaat Bhi Mujhko Gale Se Lagao Na Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi Tum Aaye Ho Toh Muskan Bhi Aayi Hai Tum Aaye Ho Toh Muskan Bhi Aayi Hai Aankhon Ko Samjhana Bhi Hai Tumhein Sheher Tumhare Jaana Bhi Hai Par Karna Intezaar Jaana Mera Tum Bass Tumhare Uss Sheher Mein Mujhko Toh Aana Bhi Hai Phir Milke Ginengey Woh Taarein Aur Chaand Ke Woh Saarey Nazarey Dekh Agar, Taara Tuta Agar Toh Hai Na Waada Kehta Rahunga Yeh Haan Main... Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi Tum Aaye Ho Toh Muskan Bhi Aayi Hai Tum Aaye Ho Toh Woh Baat Bhi Aayi Hai