Jise jana hai wo zindagi se jaye Chahe jitni bhi khushiyan le jayee Jise jana hai wo zindagi se jaye Chahe jitni bhi khushiyan le jayee Na rahenge khafa hai yeh wada Hum dhundenge shafa hai irada Hum tere to bagair dil ye aadha Dil ye aadha Hum hain suroor mein Hosh ka hai kaam kya Hai kiska suroor ye Tu bata tera nam kyaaa Thak gyi ae yad teri aa aa ke Wo thak gyi hain use behla ja ke Chale kaise jate ho tum pas ake Ho kaise sari yadon ko bhula pate Bus jaam meri pyas bujhaaye Koi meri na sharaab chupaaye Hum hai Suroor mein Hosh ka hai kaam kya Hai kiska suroor ye Tu bata tera nam kyaaa Aise tum bhula ni skte Aise yun gunaah ni karte Mujhko tabaah sa karke Usko sula ni skte Aise tum bhula ni skte Aise yun gunaah ni karte Mujhko tabaah sa karke Usko sula ni skte Mai teri mehfil mein Mehaz ittefaaq tha Kyun ki tune dillagi Jo chota mota kaam tha Hum hain Suroor mein Hosh ka hai kaam kya Hai kiska suroor ye Tu bata tera nam kyaaa