(Chalo Chalein) ♪ (Chalo Chalein) ♪ Ujale mein andhera kyun hai Bandisho ne ghera kyun hai Khamoshi mein shor hai Madhoshi mein hosh hai Guzar rahe hai bheed se Aa gye hai hum kaha Ye rang birange log hai Ye berang si soch hai Ye ubad khabad zindagi Par seedhe seedhe raste Kho gye hai inme kaha Chalo chalein kisi jagah Chalo chalein kisi jagah Jahan ho na koi upar na neeche Na koi aage na peeche Bas hun main aur ye sama Chalo Chalein ♪ Chalo Chalein ♪ Chalo Chalein ♪ Udte panchiyon ki tarah Pankh failay hum Mausam ki barishon mein Yun nahay hum Koi fikra na saza hai Koi chhota na bada hai Bas aam hai ye zindagi Aur yehi dawa hai Guzar rahe hai bheed se Aa gye hai hum kaha Ye rang birange log hai Ye berang si soch hai Ye ubad khabad zindagi Par seedhe seedhe raste Kho gye hai inme kaha Chalo chalein kisi jagah Chalo chalein kisi jagah Jahan ho na koi upar na neeche Na koi aage na peeche Bas hun main aur ye sama Chalo Chalein ♪ Chalo Chalein ♪ Chalo Chalein ♪ Chalo Chalein ♪ (Chalo Chalein) ♪ (Chalo Chalein) (Chalo Chalein)