Duniya ke aay musafir manzil teri qabar hai Tai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar hai Jab se bani hai duniya aaye hazaro laakho Baaki raha na koi mitti me sab samaye Iss baat ko na bhulo sabka yahi hashar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Mahalo me sone wale mitti me so rahe hai Shaho gadha yaha sab ek saath so rahe hai Dono huye barabar yeh maut ka asar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Aankho se tune apni janaze dekhe Haatho se tune apne dafnaye kitne murde Anjam se tu apne kyu itna bekhabar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai