Hmmm. Teri Aankhein aur baatein sabhi Yaadon se ab kahi jaaye na Tere bin hai jo haalat meri Lafzon me ab kahi jaaye na Dheere dheere khwab mere marne lage ab Bache alfaaz mere Unn alfaazon ko kehna sake hum Jee ke bhi kya karle Kyu Diya tune aise saza Kya mila tumko hoke juda Kyu Diya tune aise saza Kya mila tumko hoke judaa Ab toh aansu mere Naino me hi bas gaye hai Har pal Aankhein meri Tujhe dekhne taras gaye hai Ab toh Mausam bhi aanhein bhare Ashkon ki bas yeh baarish kare Aisa dard kise na mile Zakhmi dil ki guzarish hai yeh Dheere dheere khwab mere marne lage ab Bache alfaaz mere Unn alfaazon ko kehna sake hum Jee ke bhi kya karle Kyu Diya tune aise saza Kya mila tumko hoke juda Kyu Diya tune aise saza Kya mila tumko hoke juda