Kaash tu mili na hoti Main aas lagata nai Pyaar badhata nai woh Dard joh sehma h dil mei Raakh banaake Majaak bata deta woh Bhula joh kal main Dosh hai mera na tera Woh laash bana hu main joh At last clear karne aaya Safed sacch ka Guna bana hi main kyu Dhundhu joh raaz there tere ho Na sune awaaz kheri meri joh Main sochu woh kal pal ral chal Bass dukhi ki baat na kehri tu ho Aankhon mei saaf si zeheri h bro Sacch mei boh si aari h kyu In aankhon se aasu na tapke Mann mei khot toh bol ni paari hai tu Bas bolte jaari hai tu Ki dil se soch dimaag se naa Joh bolra tujhe woh sunn bhi rha Kya dosh tu dera hai har baat ka Rehta na khush lage barbaad sa Rehna ni saath tere ghar ab jaa Waapis na merepe laut ke aa Tu laut jaa Tu chaar bahane kyo deti Tu seedha hi bolde pyaar nahi hai Oh jaana tu rache kahani Par Mera kyon usme kirdaar nahi hai Tu kehti koi duja pasand Par dujha tujhe deta bhaw nahi hai Tu kyon mujhpe kare zulm Ye pyaar hai saccha dikhaw nahi hai Dikhawo pe jeeta hi nahi Ye dil mera dukhta jatata bhi nahi Mein dil mein tere jaise baitha hu qafir Kyon chupna ab aata hi nahi Sar pe tu bhari pade bhari pade Tu aake ab saathi Bane saathi Bane Ye aadmi kalakaari jo kare Ye pyaar mahamaari se hum bache Aati na neend Kyon aati na neend Dil hai beemari mein Tu hai haqeem Tere liye chode Nashe sabhi Par tu ab uthati kyon Phone nahi Uthati kyon phone nahi Han chodu mein nashe sabhi Tu kehti kyon apna nahi Voice note Kaash tu mili na hoti Main aas lagata nai Pyaar badhata nai woh Dard joh sehma h dil mei Raakh banaake Majaak bata deta woh Bhula joh kal main Dosh hai mera na tera Woh laash bana hu main joh At last clear karne aaya Safed sacch ka Guna bana hi main kyu