Kishore Kumar Hits

BISON - Phati şarkı sözleri

Sanatçı: BISON

albüm: Brown Sauce


Phati mai soye the ladke
Ye jaane na kab hogi meri subha
Dhalti ye shaamein
Dhalta ye suraj
Zameer hai mera gawah
Raat jo kaati hai booth mai
Naake pe ladke jo sute
Opps ko haath se kut de
Man mai eek hi sawal
Kya Aaj hu khush mai Khudse?
Haan khud pe naaz hai,
Na waqt ka keeda main baaz hai
Hai rakht le gira main shaan se
Ab manch, Madeira ye haat mein
Na bhool na saka sirf the tissue aur sutte ke buts
Bhula di woh mujhe milke na mile mujhe waise ab pal
Ab aao na aage bey sab
Chaat na talwe aur lund
Maangna inka hai dharm
Kar hi lo itna kukarm
Rehke bhi na haatho mein mere kuch
Yakeeni na mera hai arz
Ye pariya bhi mujhe sehlati
Jo bhaunki zyada nipta dun main ab
Shoutout un saaro ko the
Men got me strong
Woh na rahe ab
Ab unki parchayi sa bana I hate the world
Got real suburbs
Raand ke beejo dhara tha sar ko aisi na baat jo sochu na
Ab bharenge thoot mein churi, na milegi aas jabtak laasho pe mootu na
Roti jo milti hai khaane toh bhen ke lund tu kahan ka bhooka
Lode tu kala ka bhooka?
Cheeni hai sale woh tujhse kuch dooja?
Sookhi padi na shakal
Sookhi roti pe zinda raha bey woh tu tha?
Ei ohonkar mathate chapeni, karobar sara kore swadhin
Manush er sala fona ta hin
Chagol er dol e pori ta ni
Agaaz ye kalam pukaare raaj honge na ye draame ka scene
Shart ye bhole dikha denge tujhe tu jhol pe aake toh mil
Phati mai soye the ladke
Ye jaane na kab hogi meri subha
Dhalti ye shaamein
Dhalta ye suraj
Zameer hai mera gawah
Raat jo kaati hai booth mai
Naake pe ladke jo sute
Opps ko haath se kut de
Man mai eek hi sawal
Kya Aaj hu khush mai Khudse?
Bhare hai pannein uski hi yaadon
Kaise hi beete wo pal the
Ye kal tak jo sang the
Jalan se jale wo dikhe na sang mai
Farak na pade mujhe
Meri zindagi kati berang mai
Pissing me karre kukarm ye
Nazar na uthe hai shaq se
Bolte ghamndi shaksh mai
Peeth pe churi ye marte
Ye kaise ye dost hai Dagale Jaat ke
Hum Dogale kaat de
Asli aur nakli mai farak pehchante
Haath tu Bandh de
Kalam na chutega baat ye jaanle
Paap jo maaf hai
Naata hai mera bas apne aapse
Harry bhai ye Harry bhai wo
Feature ke paise nikal ke do
Lode tu kheechega mujhe niche
Mere kad pe upar tu aaake to bol
Akhein tu khol na
Baate mat chodna
Jo banega saanp
Wo hoga behaal
Ye kar daal ghoshna
Mai bana hu bison bas kalam se
Churi to shauq hai mera
Maar do gale pe blade
Mai rap ni chorunga waada hai mera
Chuni uchai hai itni ki
Logo ke taaane sunai na de
Tum bas ho bhokte tamed
Ye karam se hatna na, waada hai mera
Bachpan se akela main
Zindagi ke raaste pe koi ni tikhta bey
Ab khudse hu seekhta main
Kalam se aajkal faasle bhi likhta main
Saath mae baap nahi
Guzare akele hai raat kayi
Kinnare pe baitha sitara mai
Bas meri maa mere saath dhokebaaz nahi
Phati mai soye the ladke
Ye jaane na kab hogi meri subha
Dhalti ye shaamein
Dhalta ye suraj
Zameer hai mera gawah
Raat jo kaati hai booth mai
Naake pe ladke jo sute
Opps ko haath se kut de
Man mai eek hi sawal
Kya Aaj hu khush mai Khudse?
Phati mai soye the ladke
Ye jaane na kab hogi meri subha
Dhalti ye shaamein
Dhalta ye suraj
Zameer hai mera gawah
Raat jo kaati hai booth mai
Naake pe ladke jo sute
Opps ko haath se kut de
Man mai eek hi sawal
Kya Aaj hu khush mai Khudse?

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar