Kishore Kumar Hits

Shreyas - Ikka şarkı sözleri

Sanatçı: Shreyas

albüm: Ikka


Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai ikke ka jaal hai
Jaal hai ayee
Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai ikke ka jaal hai
Jaal hai Jaal hai ayee
Kaisa ye saal hai
Ek baar dekh iss desh ka
Kaisa haal hai
Aate jaate rehte yahan
Tere jaise bande
Par Gade nahi inno ne koi jhande
Sirf vibe wala kaam hota yahan par
Tu chaat unn ki vahan ja kar
Court kacheri mein tu Daud Laga
Case majboot karana hai toh
Judge pe aur money pekkeaa
Ikke pe ikka
Yeh raja ka khel hai
Badshah nhi 3 ikko ka mail hai
Raja ya rank iske aage sab fail hai
Baate yeh saari sab inke liye bhel hai
Ladai ka samay sab jaale mein band hai
Baate ya laate yeh dono na mante
Samay ki bedhi mein sabko yeh bandte
Har ghadi dusro ko nicha yeh dikhate
Khali dimaag khokla shareer
Baato mein sher par karne pe dher hai
Khudko samajhte kya par nikle toh sirf cheetiyan
Vo baate teri hai yaade jaisi
Vo kasme teri hai haari jaisi
Ab shine karne ki baari aisi
Ke baazi khatam ek baar hi karne ki
Ooooo yaa
Chaal pe chaal
Bichhaya Maine apna Jaal
Ab chal tu apni chaal
Hai ye Mera jaal
Macha Puri raat bawaal
Chale idhar raaton ko
Katte pe katte
Lagye humne bade
Satte pe satte
Pehle dugi pe dugi
Fir sate pe sata(Ayee)
Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai ikke ka jaal hai
Jaal hai
Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai ikke ka jaal hai
Jaal hai Jaal hai
Shunye se ab hum ikka banjayenge
Aankho ki nami ko zariyan dikhayenge
Raja ki gaddi ko apna banyenge
3 ikke milkar band bajayenge
Jhute vaado ko sach hum karvayenge
Zehreele saapo ko bil se bhagayenge
Andhi bhed chal ko rasta dikhayenge
Banjar zameen pe phool khilwayenge
Uchi akanshao ko sach karwayenge
Apne shabdon se sabke saathi banjayenge
Ban jayenge
Tumhare piche se
Hum apna kaam kar jaenge
Har waqt tumhe ye
Taane sunnege
Noida se sidha Nizamuddin hu
Scooty se hi jaenge
Bana nahi mere saam ne Shaana nhai
Mere pass apne Randi rone laana nhai
Chalti rehti yeh kalam meri
Yeh baate teri hai kaato jaisi
Vo shaame kya vo raate kaisi thi
Khulke khele jab patte aise the
Baazi ab hai rise karne ki
Izzat ko apni realize karne ki
Janta ka pyaar prapt karne ki
Jeet ki khushi yaad karne ki
Raja ho ya badshah
Par humsha meri hi jeet hai
Ikke ki tarah rahte hum sabse upar
Ye khel hai bohut super
Ye khel chale meri Kalam par
Paise pe paise lege dhouh par (Ayee)
Teri aankhon ke niche se
Le Jaunga main ye game
Tu hai iss game main
Just for fame (Woh)
Aakhir mein pahka main apna ikka
Aur le gaya main ye game
Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai(ikke ka jaal hai
Jaal hai
Patte pe patte
Jaise ye Teri raja ki Chaal hai raja ki Chaal hai
Par ye mera ikke ka jaal hai ikke ka jaal hai
Jaal hai Jaal hai ayee

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar