Oy hoy hoy hoy hoy hoy. Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Haan. ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Tu nahin aur sahi, gham ka ye daur sahi, ik gunaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Ishq ishq ishq -2 Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Tere lahje mein kuchh wafa kam hai Mujh mein bardaasht ka bada dam hai O oy oy oy oy oy Tere lahje mein kuchh wafa kam hai Mujh mein bardaasht ka bada dam hai Ishq ne mujhko ye sikhaaya hai Tu salaamat hai toh phir kya gham hai Oh. ibtida aur sahi, inteha aur sahi, ik gunaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi Oy oy oy oy oy oy, ishq fitrat hai meri (Kabhi hansna hai kabhi rona hai Aashiqui mein yehi toh hona hai) -2 Dil diwaana hai hamse khelega Aaj phir dard ik khilona hai Dil ye kamzor nahin, inteha aur sahi, ik gunaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi Oy hoy hoy hoy hoy hoy Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi Tu nahin aur sahi, gham ka ye daur sahi, ik gunaah aur sahi Oy oy oy oy ishq fitrat hai meri Ishq ishq ishq -4