Kishore Kumar Hits

Tanzeel Khan - Befikar şarkı sözleri

Sanatçı: Tanzeel Khan

albüm: Befikar


Mera dil Meri jaaan
Mujhse na chupa
Chahat karde bayaaan
Mere dil ka kya?
Dil mein hai baatein meri jo basi voh
Keh na saka main tumse kabhi jo
Dena hai dil ab bas yeh tum hi ko
Chahat meri ab se tum hi ho
Kaise bhula du saari voh baatein
Khush bhi hu toh tere sahaare
Soye na ab hum kitni hi raatein
Paya hai tujko ab yeh jahan mein
Khwaabon mein tujhse milta raha
Chah ke main na keh yeh saka
Ki Tere bina kya wajood mera
Hona nahi kabhi tujhse juda
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raah me
Ab tu mil gaya
Befikar hogaya
Mai kidhar kho gaya
Ishq ki raah me
Ab tu milgaya
Mera dil meri jaaan
Mujhsee na chupaaa
Chahat karde bayaan
Mere dil ka kya?
Jaanu mein sab kuch,jo tu chupaye
Mere alava sabko bataye
Pyaar se haq mujhpe jo jataye
Na jaane kyu itna tu sataye
Meri ye dhadkane be-sabar hai
Shayad tujhko bhi na khabar hai
Mere liye tu kitna alag hai
Teri chahat ki bhi samjh hai
Khwaabon mein tujhse milti rahi
Chah ke bhi kuch keh na saki,
Jo Aaj bhi mein tujhme hi basi
Jaana na ab tu door kahi
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raah me
Ab tu mil gaya
Befikar ho gaya
Main kidhar kho gaya
Ishq ki raah me
Ab tu mil gaya

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar