Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...
Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data,
Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata,
Aap to hain, aata hai jinko sabh ki laaj nibhana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...
Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya,
Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya,
Hash e Talaq na ho ga aisa aana jana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...
Saj gayi hai milad ki mehfil, kiya hai khoob nazara,
Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara,
Dhoond rahi hai, Aap ki rehmat bakhshish ka bahana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...
Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Ghous e Jali houn,
Kerta hai mujh pe naaz zamana, mein Ousaf e Ali houn,
App ki aal ke dar ka sad houn sa'il houn purana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...
Zahra paak kay sadqay hum ko Taiba mein bulwana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana.
Поcмотреть все песни артиста