Karvatein sunaati yeh daastan ajeeb Bachpan mein jo lagti neend woh nahi Aasmaani rangon si thi yeh subah Dekhte hi dekhte na jaane kya hua Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kahan Raaste guzarte, yeh kya ho gaya Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya Haste haste girna seekha Dil jo yeh roya samjha na tha Pehlu mein chupta dil yeh awaara Manmarziya thi khwaahish bhara Ude the khwaab aise kaat te andhere jaise School ke woh raaste, doston ke paas the Yaado ki titliyaan yeh udti phirti girti gaati Kisse aur kahaaniya humko ab kaha sunaati Kyun woh bachpan chala kisse kahaan Hum tum jo thehre, yeh kya ho gaya Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kaha Raaste guzarte, yeh kya ho gaya Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan Na pucha kisi ne, bachpan kho gaya