Kishore Kumar Hits

Anwar Hussain - Dil Ki Itni Kahani Hai - Sad Version şarkı sözleri

Sanatçı: Anwar Hussain

albüm: Married 2 America (Original Motion Picture Soundtrack)


Ho. dil ki itni kahani hai, Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai, Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai, Usne toh dhokha hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai, Usne tto dhokha hi khaya hai
Kal tak nahi thi mujh ko khabar, Aaj maine ye jaana hai
Jaana hai
Dil ki itni kahani hai, Dil ka itna fasana hai
Ho... zakhm khate hain toot jaate hain raahon mein pyar ki
Kitne kaante hain, kitne sadme hai baahon mein yaar ki |x2|
Jisne naa apna jaana hai, Dil toh usi ka deewana hai |x3|
Kal tak chale thay woh sath mere aaj bichude toh jaana hai
Jaana hai
Ho. dil ki itni kahani hai Dil ka itna fasana hai
Pyar khoya hai kyun ye khoya hai
Kyun hai ye dooriyaan
Dil jo roya hai, kyun ye roya hai
Kaisi hai majbooriya
Ho... Pyar khoya hai kyun ye khoya hai
Kyun hai ye dooriyaan
Dil jo roya hai, kyun ye roya hai
Kaisi hai majbooriya
Gham ki andheri raaton ka dil kyun huaa ye nishana
Gham ki andheri raaton ka dil kyun huaa ye nishana
Kal tak chale thay woh sath mere aaj bichude toh jaana hai
Jaana hai
Ho. dil ki itni kahani hai, Dil ka itna fasana hai ...

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar