Kishore Kumar Hits

Nadeem Sarwar - Salam Ullah şarkı sözleri

Sanatçı: Nadeem Sarwar

albüm: Zindaabad Ya Hussain


Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Ya Aliyun Ya Aliyun Ya Aliyun
Haaye
Salam ullah ala ehbabika ya Ali
Salam ullah ala ehbabika ya Ali
Asadullah Ali Waliullah Ali
Asadullah Ali Waliullah Ali
Ya haider ya haider ya haider
Ali
(Ya haider ya haider ya haider)
Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Jisko Allah rakhy dost woh insan Ali
Wajehullah Ali rab ki hai pehchan Ali
Hai lisan ullah Ali natiq e quran Ali
Aye mere murshid o aqaa mere emaan Ali
Barzaq o qabar mein mehshar mein nigehbaan Ali
Door qadmon se na rakhna mujhe ek aan Ali
Tujh se jur jaao'n ga maula toh sanwar jaao ga
Mein tere Ishq mein dooba toh ubhar jaao ga
Salam ullah Ala ehbabika Ya Ali
Salam ullah Ala ehbabika Ya Ali
Asadullah Ali Waliullah Ali(Asadullah Ali Waliullah Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
In charkh ba angusht e shuma micharkhad
Khake qadamat arsh e khuda migardad
Wallah qasam khana e kabeh har roz
Dor e sar aiwan e talami gardad
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
Salam ullah (ala ehbabika Ya Ali)
Sadullah Ali Waliullah Ali
(Sadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Mere sarkar Hussain ibn Ali ke baba
Surkh parcham ke nigehdar jari ke baba
Gyarah masoomon ke sardar sabhi ke baba
Qatl e mohsin ke aza dar kali ke baba
Bibi kulsook ke zainab ke misali baba
Qaim e aal e Muhammad jalali baba
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
Sadullah Ali Waliullah Ali
(Sadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ya Ali
Ali
(Sadullah Ali Waliullah Ali)
(Sadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Dushman e Haider e Qarar Khuda ka dushman
Dushman e Rab ka Nabi se nahi koi bandhan
Ibn e marjanh ho muljim ho ya shimr e joshan
Arsh o farsh peh dozakh ka yeh hi hai e'ndhan
Lab e Quran se in logo'n per laanat utri
Inki naslon me Ali se na mohabat utri
Laanatullah ala aadaika Ya Ali
(Laanatullah ala aadaika Ya Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Aalam e ishq mein yaksa'n hai muhibaan Ali
Buzar o qambar o salman gadayaan e Ali
Dost daaran e Khuda saray rafiqaan e Ali
Had toh hai ke Khuda khud hai sana khawn e Ali
Laal o Jibreel nazar aaty hein darban e Ali
Shahiya'n baant te phirtay hein Faqiran e Ali
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Maanand e khodaye khawashi be hamata bood
Reezeh khur e sufreh ash hameh duniya bood
Guyand Ali beh dast e khayber Shiknas
Angushtary Ya Fatimat u zahara bood
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Char gham aisy hein jin per tha Ali girya
Pehla gham Hazrat e Hamza ka kaleja chhidna
Dusra gham abu Talib ka juda hojana
Teesra gham tha bara Rahlat e Mahboob e Khuda
Chotha gham tha gham e Zahra jo lahad tak pohncha
Dushmani Haider e Qarar ki roky na ruki
Badar ki aag thi jo karbobala tak pohnchi
Laanatullah ala aadaika Ya Ali
(Laanatullah ala aadaika Ya Ali)
Asadullah Ali Waliullah Ali
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Karbala kia hai charagh e sar e aiwan e Ali
Karbala kia hai bajuz saya damaan e Ali
Karbala kia hai sajaya hua maidan e Ali
Karbala kia hai aza khana e Arman e Ali
Karbala kia hai azizan e Ali ki mehnat
Karbala ho gai ehbab e Ali ki janat
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Haan
Maqsad e Ishq Ali sarwar o rehan tha kia
Aai yeh masjid e kufa ki fizaon se sada
Eshq kia ishq tha ma baine khuda o bandah
Tohfa e maut jo maashuq se aashiq ko mila
Kamiyabi ka andaz nirala dekha
Barh ke aashiq ne kaha Fuzto birabil Kaabah
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)
Ya raba barai padar aba Abdillah
Bar lehzai e akhir e aba Abdillah
Roz e arafeh kaash keh zaair baasham
Dar sehn e mutahara e Aba Abdillah
Salam ullah ala ehbabika Ya Ali
(Salam ullah ala ehbabika Ya Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Asadullah Ali Waliullah Ali)
(Ya haider ya haider ya haider Ali)
(Ya haider ya haider ya haider)

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar