Kishore Kumar Hits

Nadeem Sarwar - Syed Badshah şarkı sözleri

Sanatçı: Nadeem Sarwar

albüm: Syed Badshah

Hussaina (a.s), Hussain (a.s)
Jab chali deen ki aur uskay madad gaar ki baat
Aashiq E Rab ki, Muhammad (s.a.w.w) kay Wafadaar (a.s) ki baat
Sabar ki pyaas ki esaar ki kirdaar ki baat
Phir to hona hay...
Phir to hona hay meray Syed o Sardaar (a.s) ki baat
Han, Dil main dharakta hay, Syed Badshah (a.s) mera
Lab pay bhi rehta hay, Syed Badshah (a.s) mera
Mera wazeefa hay, Syed Badshah (a.s) Mera
Aaqa (a.s) mera Mola (a.s) mera, Syed Badshah (a.s)
Badshah Hussain (a.s)
Syed Badshah Hussain (a.s)
Ham bhi Azadar hain, haan wafadaar hain,
Teray gham khuwaar hain, Syed Badshah (a.s).

Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)

Dil main rahay Mola (a.s) mera yaad rahay Karbobala
Jaari rahay zikr sadaa, Saath rahay farsh a aza
Mil kay yeh har baar kaho
Kaho so baar kaho, Sab Azadar kaho
Syed Badshah Hussain (a.s)
MashaAllah tu behtareen, Syed Badshah (a.s)
SubhanAllah sar zameen Teri (a.s) Karbala
Jan E, Jan E Jan E Jana Ne Karbala
Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Sallay ala Muhammadin (s.a.w.w) Sallay ala Nabi E Na
Nana (s.a.w.w) ka dil Nana (s.a.w.w) ki jaan
Mola Hussain (a.s) Syed a na (a.s)
Syed o Sardaar Hussain (a.s)
Meray Sarkaar Hussain (a.s)
Meray Mukhtaar Hussain (a.s) Syed Badshah Hussain (a.s)
MashaAllah tu behtareen, Syed Badshah (a.s)
SubhanAllah sar zameen Teri (a.s) Karbala
Jan E, Jan E Jan E Jana Ne Karbala
Ham bhi Azadar hain, haan wafadaar hain,
Teray gham khuwaar hain, Syed Badshah Hussain (a.s).
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Murshid a man Raazi (a.s) Rahay, Syed E Man Raazi rahay (a.s)
Jaan rahay ya na rahay jaari azadaari rahay
Lab pay yeh Paghaam rahay
Yeh sada aam rahay
Bas tera (a.s) naam rahay, Syed Badshah Hussain (a.s)
MashaAllah tu behtareen, Syed Badshah (a.s)
SubhanAllah sar zameen Teri (a.s) Karbala
Jan E, Jan E Jan E Jana Ne Karbala
Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Hum hain Faqeeran a Hussain (a.s)
Matami darbaan E Hussain (a.s)
Syed Badshah Hussain (a.s)
Hum hain Faqeeran E Hussain (a.s)
Matami Darbaan E Hussain (a.s)
Saaray Safeeran a Hussain (a.s)
Dil say hain Qurbaan E Hussain (a.s)
Ham pay hay ahsaan tera
Tu hay Sultaan (a.s) mera
Tu hay emaan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
MashaAllah tu behtareen, Syed Badshah (a.s)
SubhanAllah sar zameen, Teri (a.s) Karbala
Jan E, Jan E Jan E Jana Ne Karbala
Ham bhi Azadar hain, haan wafadaar hain,
Teray gham khuwaar hain, Syed Badshah Hussain (a.s).
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Jaan Hussain (a.s) jaan a janaan Hussain (a.s)
Dil o Emaan Hussain (a.s) haan mera, Syed Badshah Hussain (a.s)
Roz woh Ashoor ka tha
Shah (a.s) ka ghar jis me luta
Khoon bahattar ka baha
Aisa saja Deen E Khuda
Marhaba Shah ast Hussain (a.s)
Bad E Shah Ast Hussain (a.s)
Deen Panah Ast Hussain (a.s)
Syed Badshah Hussain (a.s)
MashaAllah tu behtareen, Syed Badshah (a.s)
SubhanAllah sar zameen, Teri (a.s) Karbala
Jan E, Jan E Jan E Jana Ne Karbala
Hussain (a.s) Hussain (a.s)
Hussaina (a.s)...
Hussain (a.s)...
Azadaro Azadaro
Hum log Azadar hain Zehra (s.a) ki dua Se
Seekhi hay wafa hum ne Dar e Shah e Wafa (a.s) se
Kartay hain bohat pyaar Shah (a.s) E Karbobala Se
Hotay hi nahi dur kabhi Farsh E aza se
Azadaro ay Azadaro
Ay Shah (a.s) kay Azadaro Is gham ko manana hay
Yeh Farsh E Azadari ghar ghar me bichaana hay
Shabbir (a.s) ki ghurbat ka noha bhi sunana hay
Kiun kartay hain yeh matam, Dunya ko batana hai
Kia kia na sitam meray Mola (a.s) nay uthaya hay
Nana (s.a.w.w) se kiya wada Syed (a.s) ne nibhaya hai
Aik din main bharay ghar ko sehra main lutaya hay
Gham Naw Jawan Akbar (a.s) ka...
Wa waila Hussain (a.s) Hussain (a.s)...
Gham Naw Jawan Akbar (a.s) ka...
Gham Qasim (a.s) O Asghar (a.s) ka
Gham Ghazi (a.s) Dilawar ka
Gham haaye bahattar (a.s) ka
Gham bay rida Behnon (s.a) ka
Jaltay huwe Khaimon ka
Gham baali Sakina (s.a) ka
Gham pyaase Shaheedon ka
Wa ghurbata Hussain (a.s)
Wa hasrata Hussain (a.s)
Ay Badshah Hussain (a.s)...
Hussain (a.s) Hussain (a.s)...
Shaheed E Karbala Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Ghareeb E Nainawa Hussain (a.s)

Qatil E Bay khata Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Zabeeh E Mariya Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Nabi (s.a.w.w) ka dil ruba Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Karrar E Syeda (s.a) Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Jalal E Murtaza (a.s) Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Shaheed E Karbala Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Shaheed E Karbala Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Ghareeb E Nainawa Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s) Imam Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Hussain (a.s)...

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar