In toofanon ki dhun mein hoon band mein Tere yaadon ke pinjre mein qaid mein Tum meri maazi mein gumne laggi abb Iss sheher se nafrat aur Pyaar jo laggi abb Mein toh dhun mein gumne lagga tha Jin ikhlaq par mein kharra raha tha Unhi par paani phirane lagga tha Jab dene mein tujhe Dil lagga tha Mein in yaadon ke toofanon mein In bheegi bheegi raaton mein Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par Hakeekat nazar ayi na Par jahan tu thi ayi na Wahan iss sheher se Pyaar hua Kamiyan poori kar gaya Mein in yaadon ke toofanon mein In bheegi bheegi raaton mein Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par Hakeekat nazar ayi na Par jahan tu thi ayi na Wahan iss sheher se Pyaar hua Kamiyan poori kar gaya Chalein hum door kahin iss shor se Lahore se Na karna deir abb Toote huay Dil jor ke Chalein hum door kahin iss shor se Lahore se Na karna deir abb Toote huay Dil jorte Chalein hum door kahin iss shor se Lahore se Na karna deir abb Toote huay Dil jorte Hoon mein nahi Koi aur hai Rehta hai jo uss jagga Teri tarhan Dil chor hai Ye sheher bhi tera Mein in yaadon ke toofanon mein In bheegi bheegi raaton mein Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par Hakeekat nazar ayi na Par jahan tu thi ayi na Wahan iss sheher se Pyaar hua Kamiyan poori kar gaya