Saajan dariya paar gaye Na chup chup raah takun Bachiya baithi thaan mein hove Kise baat karun Jaane un bin kyaa ho jaata hain Mere jee ko Chauka basan karta ho Chakki pis sakun Dhoop bhari chhat pe Dhoop bhari chhat pe Baras gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Naagan sa lahra ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe Baras gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe Jhule mein lahraye satrang saawan Jage padosi jagaye padosi jo gaye Padosan Jhule mein lahraye satrang saawan Jage padosi jagaye padosi jo gaye Padosan Chan chana chan chan chana chan Bina ke taaro sa Bina ke taaro sa kas gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe Khidaki andaro mein khidaki ko khiche Mausam na dekhein kabhi aage piche Khidaki andaro me khidaki ko khiche Mausam na dekhe kabhi aage piche Lekin gali apni aankhe na miche Thaana kachari mein Thaana kachari mein fas gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe Chhat par ki kutiya na kunji na taale Jab chahein barsaat neende churaye Chhat par ki kutiya na kunji na taale Jab chahein barsaat neende churaye Roti ko bele ya ghar ko sambhale Jhalte tave par Jhalte tave par jhulas gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe Baras gaya paani Aangan mein aake angithi bhujha ke Aangan mein aake angithi bhujha ke Nagin sa lahra ke das gaya paani Dhoop bhari chhat pe