Tanha na apna aapko ab paaiye janaab Tanha na apna aapko ab paaiye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Tanha na apna aapko Nagmo ki baarishon mein kahin bheegane chale Nagmo ki baarishon mein kahin bheegane chale Mausam ki aarzoo ko na thukariye janaab Mausam ki aarzoo ko na thukariye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Tanha na apna aapko Rishto ko bhul jaana to aasaan hain magar Rishto ko bhul jaana to aasaan hain magar Pehale khud apne aapko samjhaiye janaab Pehale khud apne aapko samjhaiye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Tanha na apna aapko Aisa na ho thame huye aansu chhalak pade Aisa na ho thame huye aansu chhalak pade Rukhsat ke waqt mujh ko na samjhaiye janaab Rukhsat ke waqt mujh ko na samjhaiye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Tanha na apna aapko Main saaz hoon ye yaad rahe iss liye kabhi Main saaz hoon ye yaad rahe iss liye kabhi Mere hi sher mujhko suna jaaiye janaab Mere hi sher mujhko suna jaaiye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Tanha na apna aapko ab paaiye janaab Meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab Jaaiye janaab, jaaiye janaab, jaaiye janaab.