Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale Ap Is Tarah to Hosh Uraya Na Kijie Yun Ban Sanwar K Samney Aya Na Kijie Na Chero Hamain Ham Sataye Huwe Hain Bohat Zakhm Seene Pe Khaye Huwe Hain Sitam Gar Ho tum Khoob Pehchante Hain Tumhari Adaon Ko Ham Jante Hain Daghabaaz Ho Tum Sitam Dhane Wale Fareeb e Muhabbat main Uljane Wale Yeh Rangiin Kahani Tumhi ko Mubarik Tumari Jawani Tumhi Ko Mubarik Hamari taraf se nigahain hata lo Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale! Mast Nkhon Ki baat chalti hai Mehkashi karwatay badallti hai Ban sanwar kar wo jab nikalte hain Dil kashi sath sath chalti hai Haar jate hain jeetney wale Wo nazar aisi chaal chalti hai Jab hatate hain rukh se zulfon ko Chaand hasta hai raat dhalti hai Bada kash jaam tor dete hain Jab nazar se sharaab dhalti hai Kia qayamat hai un ki angrai Kich k goya kamaan chalti hai Yun haseeno ki zulf lehraye Jese nagan koi machalti hai Sambhalo zara apna anchal ghulabi Dikhao na has has k ankhen sharabi Sulook in ka dunya main acha nahi hai Haseeno pe ham ko bharosa nahi hai Uthate hain nazrain to girti hai bijli Ada jo bhi nikli qayamat hi nikli Jahan tum ne chehre se anchal hataya Wahin ahl e dil ko tamasha banaya Khuda k liye ham pe dore na dalo H Hamain zinda rehne do ae husn walo! Sada waar karte ho tegh e jawan ka Bahate ho khoon tum ahle wafa ka Yeh nagan si zulfain yeh zehrili nazrain Wo pani na mange yeh jis ko bhi das lain Wo lut jaye jo tum se dil ko laga le *Something* hasraton ka janaaza utha le Hain maloom ham ko tumhare haqeeqat Muhabbat k parde k karte ho nafrat Kahin aur ja k *something* uchalo DMP990