Tera milna nahi hai munasib Mere zakhm hein tumse mukhatib Teri yaadein samaita karun kyun Rab mera raha hai muhafiz Tera milna nahi hai munasib Mere zakhm hein tumse mukhatib Teri yaadein samaita karun kyun Rab mera raha hai muhafiz Chand taray kyun lagay Pheekay agaye sab tere Tere baalon k talay Jese pura jahan Phir kyun na hon tujh py fida Tauba karein kyun janay ye khuda Sadgi teri ki sara ye jahan Karta tareefein raha Tabhi sab maray tanay yun dil mera bharay kyun Khamosh thikanay pay dil k mere hein nakay kyun Dhundha sab jaga jungle se bayaban Kis ko sadayein dun tere warga hai koi na ♪ Tera milna nahi hai munasib Mere zakhm hein tumse mukhatib Teri yaadein samaita karun kyun Rab mera raha hai muhafiz Tera milna nahi hai munasib Mere zakhm hein tumse mukhatib Teri yaadein samaita karun kyun Rab mera raha hai muhafiz Aye nahi teri yaad Hum jo ab hein tere baad Dekh bhi lo tum agar Pehchano gay na Tootay tootay se bikhray hein yaar Jab admi aik tou chehre kyun hazar Galti ki thi jo huye fida Ye janay binaaaa Tum tou khud ke bhi huye na phir hotay mere kyun Shuru se atay hein jab aye zindagi mein tum Kuch tou adhura tha andar se pura choora tha Adha samaita tou phir kya mujhko pura naaaa (Ooooooh) Tera milna nahi hai munasib Mere zakhm hein tumse mukhatib Teri yaadein samaita karun kyun Rab mera raha hai muhafiz