Kishore Kumar Hits

Ahmad Hussain - Bulalo Phir şarkı sözleri

Sanatçı: Ahmad Hussain

albüm: Bulalo Phir


Bulalo phir mujhe ae Shah-e-Bahrobar Madinay mein
Mein phir rota hua aaon tere dar par, Madinay mein
Wahan ik saans mil jaye yahi hai zindagi ka hasil
Wahan ik saans mil jaye yahi hai zindagi ka hasil
Woh qismat ka dhani hai joh gaya dam bhar, Madinay mein
Bulalo phir mujhe ae Shah-e-Bahrobar Madinay mein
Mein phir rota hua aaon tere dar par, Madinay mein

Na dolat dey na shohrat dey mujhe bas yeh sahaadat dey
Na dolat dey na shohrat dey mujhe bas yeh sahaadat dey
Tere qadmon mein mar jaoon mein ro ro kar, Madinay mein
Bulalo phir mujhe ae Shah-e-Bahrobar, Madinay mein
Mein phir rota hua aaon tere dar par, Madinay mein
City of madinah
My heartbeats for you
With every breath I take, and every pray I make
I know the road is long where you want is home
Your light gets me through, every single day
Raahe-e-haq hai sambhal k chalna yahan hai manzil qadam qadam par
Pahunchna dar par toh kehna Aaqa, salam lijiye mein aaya

Mera gham bhi toh dekho mein para hoon duur taiba se
Mera gham bhi toh dekho mein para hoon duur taiba se
Sukoon ayega bas mujhko tere dar par, madinay mein
Bulalo phir mujhe ae Shah-e-Bahrobar, madinay mein
Mein phir rota hua aaon tere dar par, madinay mein
Mein khuwabon mein puhanchti hee rahoon aksar, madinay mein
Mein khuwabon mein puhanchti hee rahoon aksar, madinay mein

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar