Hu ab iss jagah pe Ghum hu iss sehar mein Kaafiro mein Khojta Apne jaisa dhoondta Din dhale Gadhi chali Soona sa lage zama Palko ne Ab soak liya Galtiyo ka hamnava Koshisho mein kya rakha Yahi toh mai sochta Pata chala galat mai tha Karke toh he aaega Kaise mai bhi ab Yeh bhi maanlu Dekha kafi kuch Jo saha jaanlu Zindagi mein ab Ye lamhe kab Le chalte hai Wahan chalu Raato ke Farishto ko Ham dekhe Khayaalo mein Giss lo inhe Chamakte rahe Aise hai yeh Heere jaise Nayi shuruaat hai Man jo jazbaat hai Khudse he ladh Khudko samaj Naamunkin ko fir Kaayam kar