Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhe koyee kisi larki ke haath Khooshiyoon bhare, armanoon bhare Mehndi tale kai sapno ko Sab se chupaaye hue sharmaaye hue Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Hum bhi gaye ek mehfil main Rangoon bhari us mehfil main Khushboo thi haathoon main Jadoo tha chehroon pe Ankhon main tha ek nasha Hooo ankhon main tha ek nasha Dekha na tha kabhee socha na tha Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Hum bhi milay ek khushboo se Batain hoween ek jadoo se Batoon main baat barhee Jane kab raat dhalee Dono mehak ne lage Hooo dono mehak ne lage Dholak ka shor raha sargoshiyoon ko dabaye hue Sab chupayee hue Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhe koi kisi larki ke haath Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhe koi kisi larki ke haath