Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai Jaar rahe ya Rab tu mera or mei tera yaar rahon Mujh ko fakat tujh se ho muhabbat Khalk se mei bezar rahon, her dam zikar o fikar mei tere Mast rahon sarshaar rahon Hosh rahe na mujh ko kisi ka Tera magar hoshiyaar rahon Ab tu rahe bus tadah mei akhir vird-e-zaban hai ae mere ilaa La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala Tere siwa mabood-e-haqeqi, koi nahi hai koi nahi Tere siwa masood-e-haqeqi, koi nahi hai koi nahi Tere siwa moujood-e-haqeqi, koi nahi hai koi nahi Tere siwa mashood-e-haqeqi, koi nahi hai koi nahi Ab tu rahe bus tadah mei akhir vird-e-zaban hai ae mere ilaa La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala Dono jahan mei jo kuch bhi hai Sub hai tere zer-e-nageen Jin o ins o hor o malaik Arsh o kursi charkh o zameen Kon o makan mei laiq-e-sajda Tere siwa ae nor-e-mobeen Koi nahi hai koi nahi hai, koi nahi koi nahi Ab tu rahe bus tadah mei akhir vird-e-zaban hai ae mere ilaa La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala La ilaha ilala la ilaha illala Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai Yaad mei teri sub ko bula don koi na mujh ko yaad rahe Tujh per sub ghar baar luta don Khana-e-dil abaad rahe Sub khushion ko aag laga don ghum se tere dil shaad rahe Sub ko nazar se apni gira don tujh se fakat faryaad rahe Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai Jeena hai jeena hai jeena hai, tera ho ke hai jeena hai jeena hai jeena hai