Is watan pe jaan o dilqurbaan Yeh watan hamara Is watan se pehchaanhamari Yeh watan hamara Qurbaniyan kitni de kar aazadi laye Main to yeh chahoon Sari duniya hi yeh jaane Dil se (dil se), Main ne dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Dil se (dil se), main ne Dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Mera Pakistan, Jaan o dil qurbaan! Qurbaniyan kitni de kar aazadi laye Main to yeh chahoon, Sari duniya hi yeh jaane Dil se (dil se), main ne Dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Dil se (dil se), main ne Dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Dekho kese kese rang rang ke phool khile Dekho to kesi khushboo Dheere dheere jese subho se shaam dhale Jahaan zindagi hai har soo (Zindagi hai har soo) Phir milenge jese milta Hai nehr se kinaara Yoon chalenge jese chalta hai Zindagi ka dhaara Mil ke yahan saare Jaana aage hi chaahain Jo bhi hain raahain saari Jeene ki hain raahain Dil se (dil se), main ne Dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Dil se (dil se), main ne Dekha Pakistan (Pakistan) Jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan Dil se... Pakistan Jaan se... Dil se... Pakistan Jaan se... Dil se...