Kishore Kumar Hits

Rahat Fateh Ali Khan - Noor e Khuda (Ramzan) şarkı sözleri

Sanatçı: Rahat Fateh Ali Khan

albüm: Noor e Khuda (Ramzan)


Noor-e-khuda
Hoo ohooohoo
Noor-e-khuda
Ajnabi mod hai
Kauf Har aur hai
Har Nazar pe duan Cha gaya
Pal Bhar mein jane kya kho gaya
Hmmm Aasmaaan Sard hai
Aahein bhi Sard hai
Kab se Sayaa Juda ho gaya
Hmmm Pal bhar mein jane kya kho gaya
Saans ruk si gai
Jism chhil sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Tu kahan chupa hai hamein yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Tu kahan chupa hai tu hamein yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor-e-khuda
Ho Nararein Karam Farma hi de
O deno dharam ko jaga hi de
Ho chalti hui tanhaiyan
Roothi hui parchaiyan
KAise udii yeh hawa
Chaya yeh kaisa sama
Lyricsmasti.com
Rooh jam si gai
Waqt tham sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Tu kahan chupa hai hamein yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor-e-khuda
Ga Ma Pa Ni Sa Dha
Kuch isi lamho ko aas teri
Zamkhmi dil ko hai pyaas teri
Har dhadkan to talash teri
Teri milta nahi hai pata
Khali aakhein khud se sawal karein
Aman ki cheekh behaal karein
Behta lahoo fariyaad karein
Tera mitta chala hai nishan
Rooh jam si gai
Waqt tham sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Tu kahan chupa hai hamein yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor-e-khuda
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor-e-khuda, Noor-e-khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar