Teri yaadon ka ye safar Kyu aaj bhi chalta rahe Tujhe dhunde fire darbadar Kis raahoin pe hum aa ruke Ha beete hai waqt bhi kahin Par aaj bhi dil mei dard hai wahi Ab bas tanha in raatoin mei sochu yahi ke Aayegi tu wapas kahin Par tu na mila Tere saaye se bichd rahe raaste Thi tu jab paas mei na fir bhi kyu paa sake Kehte hai safar mei akele hoti raahtein Na samjhe kyu dil kaise lagaa baithe hei aapse Hosh hwaas mere Tujhko hi paa kar ke khhone lage Kaisi tadap hei ki bechain dil Has kar ke aakhir mei rone lage Aawargi thi haan saayad kabhi Jab tu na tha shaamoin mei shaamil mere Bhatku haan kaafir mai tanha kahin Haan bhikhre hei raahon mei aansu mere Par tu na Mila Tu na mila Tere bahaane hum khudko samjaare ke sukoon ye kyu na mila Tujhe Na chahe ke tujhi ko chahe sawaalo me kyu raah gira Teri adaaye zamana bhulaye phasaye tu kyu zaalima Kyu Naa rihaa Tu kyu aati naa Memories is all I have mere paas Anjaane ban chuke aaj mere khaas Jaan dene waale kare aaj aitraaz Kabar tak jaayenge saath mere raaz Kasar na chode na maanenge haar Troubles the same par hum ban gaye deewar JD ko samjhenge ek din khitaab Jalne wale hi likhenge kitaab Pehne woh ishq ka libaaz Feels like I'm falling Teri yaadon ka ye safar Kyu aaj bhi chalta rahe Tujhe dhunde fire darbadar Kis raahoin pe hum aa ruke Ha beete hai waqt bhi kahin Par aaj bhi dil mei dard hai wahi Ab bas tanha in raatoin mei sochu yahi ke Aayegi tu wapas kahin Par tu na mila