Paapi yeh duniya badi beimaan Paapi yeh duniya badi beimaan Duniya ko dekhta mai khuli rakh ke ek ankh Badshah me betab vikram na betal Yeh mera rajya yaha karta na me bhedbav Bhedchal na chalta mere pair dete bhed mar Are dedh futiya hate karta me safed gereban Mere baat samajhne wale duniya me kam meherban Asli ashiqui ki di inhone gend maar jabse Blade maarna bana pyaar ka trademark Yeh mere ideologies fcuk dete tum sab pe Ekta ko bhang karna hi uddesh tha us waqt se Achi shuruwat ko bardbad kiya tum sab ne Hindu na muslim me insaan puchta tum sabse Bhagwano se bane tum ya bhagwan bane tum sab se Jaat the anek ya ijaat kiye tum sab ne Age nahi bade chal kar tum age bade chhal karke Duniya deti topa toh aisi duniya rakhdu lun par mai Sab kuch moh maya door ho tum sach se Tumhari zindagi na khud tumhare vash me Utardo chashme nazm dalo yeh nas me Ya haske mazak banao mera apas me Me leta solo-thurn mujhe na pasand dozen 12 Kuch batein na hazam jhute wade na pasand Hue sab bhasam bas zinda one percent Yeh aankh dekhti wo sab jo tumko aata na nazar Sab kuch scam hota sab kuch yaha plan hota Kuch na bhala apna sab kuch yaha vehem hota Sare bade log karte tumhe control Media ke pass me cam toh aap ke sath prank hota Me nahi mohra warna kabka me hatyaar chodta Me sab kuch frank bolta muh me agar slang hota Mera yeh maanna ke sare wo kitabe fake Ab tum ho jao offend kyuki me yuhi nahi gyaan chodta Likhne se pehle mera kalam har ek saboot dekhta Nazdik ka chod ke me hamesha se door dekhta Inhe lage jaise nazz pair padta hoga bhut pret ka Usse bhi upar me shaitaan ke jageh khud baith tha Me iss aankh se duniya ka jhuta roop dekhta Hasi inki fake advertise lagta toothpaste ka Picture shuru tumhari par screen puri blank Kyuki role chuna tumne dhumrapan wale mukesh ka Sab kuch moh maya door ho tum sach se Tumhari zindagi na khud tumhare vash me Utardo chashme nazm dalo yeh nas me Ya haske mazak banao mera apas me Me leta solo-thurn mujhe na pasand dozen 12 Kuch batein na hazam jhute wade na pasand Hue sab bhasam bas zinda one percent Yeh aankh dekhti wo sab jo tumko aata na nazar