Kishore Kumar Hits

Spectra Music - Tum Nazar Mein şarkı sözleri

Sanatçı: Spectra Music

albüm: Tum Nazar Mein


Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Jo hum na mill sakay
Kyun gham piye
Jo maut ayegi toh bann
Jana tum taara oh sanam
Rakam yahan saanson ki
Nadiyo mein laashe bhi
Kyu zinda logo ko bhi
Jeene mai ab aati hai sharam
Rehna tum
Rehna tum
Main auron ke panno pe
Khudh ki siyaahi se bewajah likhta raha
Saari umr main tere se duur raha
Aur paiso mein waqt biktaa raha
Kyun gawah diya tera saath haan
Samjhote ke rishton main bandh
Likhu phirse vo dastan jaha ishq
Musalsal, hifazat mein hum do badan
Ibaadat hojaye, jab lafzo naam tera
Aur nazmo mein aye zikar
Qayamat bhi aaye, mohabbat yeh kam na
Paday jahan jismon ki hogi qadar
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Jo hum na mill sakay
Kyun gham piye
Jo maut ayegi toh bann
Jana tum taara oh sanam
Rakam yahan saanson ki
Nadiyo mein laashe bhi
Kyu zinda logo ko bhi
Jeene mai ab aati hai sharam
Dard o sitam hass dekh raha hu
Main unki nadaaniya bhi ginn raha hu
Dilaase vo dete hai jhoothe
Main unki haqeekat ko he padh raha hu
Tere bina lagta soona
Ik arsay se maine tujhe dekha nahi
Inn dharmo mein rakha kuch haina
Paisa shohrat kabro mein jaani nahi
Dhadhkan lagay kyun pareshan
Shehron mein ik zalzala
Manzil jo tujhse milaye
Uss Ghar ka rastaa kahaa
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Rehna Tum Nazar mein
Jo hum na mill sakay
Kyun gham piye
Jo maut ayegi toh bann
Jana tum taara oh sanam
Rakam yahan saanson ki
Nadiyo mein laashe bhi
Kyu zinda logo ko bhi
Jeene mai ab aati hai sharam

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar