Rakha sabar hun main befikar Main kisi ka hun bhi ya nai na pata Meri zubaan pe aate do naam hai Ek meri Maa ek mera Shiva Main karta ni rule Main chalta hun saath Ye haath ko aage badhata raha Jahan mere pyaar ne rakhe kadam Un raahon pe taare bichata raha Naa hota afsos kya khoya hai dost Jeet ke jaaunga main mere ghar Abhi pacchis hai meri umer Chabbis mein goa mein hoga ek ghar Satayis mein grammy dilaaunga main Aathais mein rule karunga main world Fan base mera kaafi cult Main karta tsunami ki lehro pe surf Hai mera desire ek movie Jo mere pe solo ho puri Sunaai deti hai aawaazein Ye kya-kya karaya aawazein Kya mere liya ya tere liye Hum khud ko badal nai sakte Hum aa chuke door is haath ko pakadle dost Toh hum bhatak nai sakte Jo karna hai kar jo jeena hai jee Hum khawabo ka murder nai karte Bas ek hi chot se ghayal hai dil Ke hum dono sabar nai rakhte Ab jaani hum samabhal nai sakte Log yahan nazar nai padte Do hafte mein aashiq badalne se Jana is dil ke zakham nai bharte (Yeah) Haan main pagal sahi Sach karun sapno ko qayar nai Bas tere ghutno ko tekna nai Kabhi aatma ko teri kahin bechna nai Mann kare peelun main madheera Bole mujhe heera, jo bhi mera kaam sune Studio mein baje meri veena Jabhi mera sheesha, mere liye raag chune Diya mene sabhi ko istefa Mere liye raaste, mera bhagvaan bune Huye darwaaze jo band mere muh pe toh Bas meri dua bhagvaan sune Maine mere bhaiyo ko wada kara Meri roti ko aadhe se aadha kara Mujhe scene mera ladke uthana pada Bhale ladko ko ghar se uthana pada Main kal marjaaunga, yaad tumhe aaunga Duniya ek tarfa main, ek tarfa ho jaaunga Fir bhi bachaunga, tumko bachaunga Wada kia hai tumse kese naa aaunga Naa lagti ab mujhko koi duhai bhi Tumhai duaaye neendo se jagaayegi Ek gaana fir meri qalam mujhse banwaayegi Tum laakho logo ke sir pe baarish barsaayegi Haan mujhko maalum hai Gussa meri khaami hai Humble hi main rehta hun Meri peeth ke piche chale saajishe Mere haatho main dhaga hai Mene rishto ko dhaago se baandha hai Ye tutta toh aadha hai tu Ye tutta toh aadha main Zamane ki aankho se in aankho ko naa milaye bhi Zamana ho gaya Zamana ho gaya Ab khwaahisho ko seene mein dabaaye mere dost Ek zamana ho gaya, zamana ho gaya Zamane ki aankho se in aankho ko naa milaye bhi Zamana ho gaya Zamana ho gaya Ab khwaahisho ko seene mein dabaaye mere dost Ek zamana ho gaya Ek zamana ho gaya Zamana ho gaya Zamana ho gaya Zamana ho gaya Zamana ho gaya Zamana ho gaya