Kishore Kumar Hits

Muhfaad - Mangal Pe şarkı sözleri

Sanatçı: Muhfaad

albüm: Mangal Pe


Din hoga mangalmay
Mere jungle me
Patte saath me malenge
Din hoga mangalmay
Mere jungle me
Patte saath me malenge
Din hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malenge
Fir milenge seedha mangal pe
Din hoga mangalmay
Mere jungle me
Patte saath me malenge
Din hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malengе
Fir milenge seedha mangal pe
Aasman gеhra badal
Unhe bolo barsaaye kya
Botal laake munh ke paas me
Tujhko tarsaaye kya
Khushboo hare rang ki naak se seedha khinchwake
Laal carpet teri entry ke liye bhichwaye kya
Botal ko pakad le guddi se
Bina koi load liye buddhi pe
Khulega dhakkan dimagh ka peele
Aur duniya ko bhejde chutthi pe
Taiyariyan poori hai
Pattal ki plate aur katori hai
Peene ko peetal ke glass hai
Baby zubaan chatori hai
Aukh lgake peele, fook le tok bajake seene
Jungle hai ye mera saare jaanwar kamine
Fir hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malenge
Fir milenge seedha mangal pe
Din hoga mangalmay
Mere jungle me
Patte saath me malenge
Din hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malenge
Fir milenge seedha mangal pe
Foonk le fuk mat
Saath naach jaa ruk mat
Koi maar lega peeche se
Reh humble par jhukk mat
Baato me kayi jyada wajan hai
Party ni karta hun har jagah jashan mai
Kasam hai tujhko maa ki mile jaam shaaki
Load na le saari duniya ye lassan hai
Pairo tale aata chale khud rasta
Ye khel mera na ki is kudrat ka
Khidmat me jaan teri full kharcha
Du swagat me gaanje ka guldasta
Chidki jo daaru maine resle pe
Wo pata chali 2 kash ke khichne pe
Ab nasha ye utrega jitne me
Duniya ek ki do ho jaayegi dikhne me
Bhaagte ni dum dabakar
Rokne ko aate log jhund banakar
Gufa me sher, ye jungle me ghume khauf
Dharti aur mangal pe sab barabar
Fir hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malenge
Fir milenge seedha mangal pe
Din hoga mangalmay
Mere jungle me
Patte saath me malenge
Din hoga mangalmay
Tu aaja mere jungle me (Aaja)
Patte saath me malenge
Fir milenge seedha mangal pe

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar