Kishore Kumar Hits

Muhfaad - Mere Yaar şarkı sözleri

Sanatçı: Muhfaad

albüm: Mere Yaar


Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Life meri paid vacation si
I Party par mai politician nahi!
Legal kara do toh label kya favour mai sign kardunga petition bhi
Tension tu le competition ki
Mujhe fiqar hai bas mere mission ki
Mai mere yaar fooke har jagah
Har moment ye lagta occasion hi!
Jhoote mu jatana nahi
Maine seedhe mu jo manga nahi
Bhalai ka zamana nahi
Agar bhai hai tu mera toh tujhse kamana nahi
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Bande nahi alien facts hai ye ISRO ke
Liney meri saari rehti charcha me mitron ke
Tere kaghaz faad ke mu pe tere bolu
Tukde uthaliye chithdon ke
God bless you bolke muh pe cheekhon inke
Sach bolne mai aage aati ego jinke
Ye floor leke bolte hai kothi!
Seaside pe ghar hona chahiye wo bhi T-Point pe
Bana batti tu kagazi relations ki
Galti ki liney laga dunga reasons ki
Loop me fasa ke sarkaar ki tarah
Har saal aisi taisi kar dunga patience ki tarah
Bando ki fukegi 3 taraf se
Kismat aisi likh dunga kuch harf se
Muhfaad Maharaj ko banane wale
Bande ka Gaurav hai naam beta pure Garv se
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Naam yaad karega baithte uthte samay
Bande ye bottle pakdu guddi se mai
Naapu aaja Art aur aukaat teri
On point Natraj ke futte se mai!
Likh ke nachau bande apni hi rhythmon me
Headphones se sar faade kitno ke
Mere liye log khade ek awaaz pe
Haters mange baddau baith ke ghutno pe
Naseeb likha hota nahi school ki kitaabo me
Leta nahi ego pe bheegoge laavo me
Celeb nahi selab hu
Aau na tere chelo ke na hi teri bandi ke kaabu me
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar
Mai aur mere yaar
Aukaat se hai saare hi tere bahar
Sirf gaane ni banaya maine khud ko bhi
Chatne ko rakhe tune chele chaar

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar