Majbooriyaan < Violin Solo > Socha nahi tha aisa bhi hoga Woh bas hamari ek yaad hoga Woh bas ek yaad yaad hoga Dil ka ek khaab khaab hoga Majbooriyaan Meri bhi kuch majbooriyaan hai Isliye toh yeh dooriyan hai Kehte hai upar se hi banke Duniya mein aati jodiyan hai Ek din tumhe bhi ehsaas hoga Bichadega tumse jo khaas hoga Jo bohot Khaas Khaas hoga Dil ke jo Paas Paas hoga < Music > Mujhse juda hone ke dhoonde bahaane Kiske khayalon ko rakha hai sirahane Kehti haqeeqat jhoothe the waade Hain bereham tere sab ko irade Manzooriyaan Kismaton ki manzooriyaan ho Toh mita de ye dooriyaan woh Bas tumhe hi maange hai rab se Kaash poori yeh arziyan ho Ab jo mohabbat haasil bhi to Usme hamesha ek daag hoga Badnuma daag daag hoga Ye tera mera raaz hoga