Shukr sa chalta hu Shukr sa dhalta hu Shukr sa jalta hu Shukr hai jalta hu Shukr sa chalta hu Shukr sa dhalta hu Shukr sa jalta hu Shukr hai jalta hu Likh ke yeh baatein aadhi Likh ke bhi baatein kaati Rehti hain saansein bhari Ho rakhi hain aakhein kaali Dikhti na hai kamyabi Dikhti hai han mein na bhi Pasand nahi camera Fir bhi chahiye paparazzi Honge tabhi papa raazi Khushi hi to maa ne maangi Sapne yeh marte jaa rahe Ho rakha dil Nagasaki Ghar pe hai jaana baki Ghar pe samjhana baki Mushkil se milta hai Music se daana paani Bhale hi koi maane na bhi Baat ho gayi hai jaan-e-jaan ki Sangeet mashook meri Jaise Jaun ki Fareha thi Umeed yeh to haarega ji Isko kya koi jaanega bhi Bachpan se milti ayi Aisi mujhe taanebaazi Haarega par maanega nahi Vapis peechhe jaane ka nahi Us se hoga zamana Ashant is zamane ka nahi Dil ke tukde haare kaafi Teer dil pe maare kaafi Ab par chalti dil mein Shayari ki naare baazi Jod rakhi sangeet se Is dil ne hain taarein kaafi Dil mein basi thi jo kabhi Vo bhi to hai gaane gaati Sadkein naapi Kale Khan ki Dil ko kaha kalakh na pee Kaali syahi se likhe geet Mila jaise ho kaala paani Shukr sa chalta hu Shukr sa dhalta hu Shukr sa jalta hu Shukr hai jalta hu Shukr sa chalta hu Shukr sa dhalta hu Shukr sa jalta hu Shukr hai jalta hu