Khurdari zameen sa ye Mera safar Tu na jane me kaha Jana chahu Rasata mera chahe Mushkil bhara Tu na jaane me kya batana chahu Kya the kayi darwaze Dastak dene ke liye Kya the kayi paimaane Manzil paane ke liye Kya the kayi zamaane Khud se jeene ke liye Kya hogaye poorane wo fasaaney Pooche ye rahe Kya hai jawaab tera Kya gungunaye Hai ab bbhi khwaab tera Yuhi ban jaye Khud se hisaab tera Kya jagmagaye Hai ab bhi khwaab tera Neele aasmaan sa hai Mera safar Tu na jaa ne me kaha Udna chahu Rootey khwaabon ka bhi hai Thoda asar Tu na jaane me kya banana chahu Kya the kahi afsaaney Yu suna ne ke liye Kya the tum bhi deewane Manzil paane ke liye Kya the kahi iraade Aazmaane ke liye Ab ho gaye bahaane wo puraane Pooche ye rahe Kya hai jawaab tera Kya gungunaye Hai ab bbhi khwaab tera Yuhi ban jaye Khud se hisaab tera Kya jagmagaye Hai ab bhi khwaab tera OOOOOH WOO HO OH OOOOOH WOO HO OH HOOOO WOO HO OH OH WOH OOOOOH Pooche ye rahe Kya gungunaye Yu hi ban jaye Kya jagmagaye