Kishore Kumar Hits

Mustafa - Paapi şarkı sözleri

Sanatçı: Mustafa

albüm: Paapi


Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Maange aazadi hai jeet ka aadi haii(woah)
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Jab bole toh baari hai ziddi hai baaghi hai do
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Kaafi na maafi hai dekho na Faasiyan Do
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Lagey na moo Yaha Bane jo Gyaani Hai Log
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Zabaan Pe rehti bas sachhi kavitayein
Sabko Chaiye yaha achi suvidhaein (mana duvidha hai)
Muqabla Khud se studio jab baitha ekdam Leonidas mood se
Zaamana ye ghalib ka jaun mai baxxe mein baithu na maun mein
Beat pe tu vehem mein do cash chodo fanbase (ayy)
Ken mile chakhu jeet track pe
Jeevan hai mixtape loop pe sun chaiye green room
Backstage dhunn mein
Hum Mai Phek ke Heat vision Ban baitha clark kent
Ghayal tu jabtak mai
Kaafi door neeyat se waqif mai maangu ab maafi kyu
Baje jo faltu pooche ki bajey do haatho se taali kyu
Sab ke daam ka na koi thikana ye net pe pro hum asliyat
Mein jin kazama
Sapna Hai Stage Se koodu mein bheed mein cheer de aankhein woh roshni
Dil hai kavi tabhi kami hai hosh ki circle chota badi dosti
Aise mein mera koi dosh ni Aaka Mein mera koi boss ni tabhi afsos nahi
Baaton mein kick lage sick jab bhi karey spit lagey showtime buttowski
Bhai ka phone aaye bola kaida kaam
Kitaabo ko suplex de kalti maar
Som se shanivar dekhe likhe phate
Baje beat khule teesri ankh
Bane suvichar jo bhi likhe geet
Rakh plate pe scene kare dawat aaj
Chakhe jeet kare sab haseen
Bhai Ameen bole dil fuck samaj
Jaan meri playlist ye sapne aur zindagi seekh
Kaha se aate hai geet Jhaatu naseeb du gaali de hate
Hu paapi mai saint hu kaafi mai ek tum sab pe
Faade jhanda tere gumbad pe sukhad hoon door mai
Rakhu na aiso ko qurbat mein kambakht na takkar de(yeah)
Laga na pata bana lekhak meri taraf dekh mat hath rakha dil par
Din bhar likha sab kare baatien sundar
Kaarigari raat kari maine kaali (yuu)
Dard wali ye nai hai qawali
Gana ye aese jo dedega supari
Raazi na jaanle ladke Fasaadi
Aur
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Maange aazadi hai jeet ka aadi haii (woah)
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Jab bole toh baari hai ziddi hai baaghi hai do
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Kaafi na maafi hai dekho na Faasiyan Do
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Lagey na moo Yaha Bane jo Gyaani Hai Log
Kaafila Saara Ye Paapi Hai
Ghatey na gati sadi tabhi kabhi sangati,
Kankad si teri mazbootgi,
Iss gufa me awaz ni goonjni,
Joojhti zindagi garv se pehnu har daag ab
Dekha teri asli roop toh bas kar mat sajawat,
Lowkey bawagat,Aaja tu kabhi bhi dojo mein
Khojoge loto yaha joto se fursat ni,
Lagu ab khaliq mai bhagu toh,
Shin lim, dikhadu mai jaadu jo
Aag baboola haal se baakugo,
Ek hi usool mera win win,
Naak me dum karu kingpin,
Rukega henry bhi nahi boley sabko vo din gin (bas karo henry)
Parey kara samay laga tutan bhi samjhi,
Takkar di poori aur jeetenge sang hi,
Chodenge gyaan sab panchayat ni sabki,
Likhne jab lagey toh baatein sirf sachhi,
Ab bohot hui tangi toh baitha gaya nahi chup chaap,
Mujhe saat khoon maaf,
Karey jung ka aelaan
Ab scars tu naap,
Mujhe maloom na yaha seth kaun gray bola,
(Sahi bola)
Rakha jo dil ke tha kone mein
Nahi bola,
Parkha bhi sabko tha bola nahi par kabhi
Khudki aankhon mein lauta hai har kavi,
Chota hai circle bhi, talab hai sabme nahi,
Achi kismat jab deti hai nyota nahi,
Khota bhi hosh,
Par kratos ko rokega kaun,
Karenge mann ki toh hone hai kahi khafa,(kahi khafa)

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar