Kishore Kumar Hits

Mustafa - Majin (Young Blood Mixtape 3) şarkı sözleri

Sanatçı: Mustafa

albüm: Majin (Young Blood Mixtape 3)


200 ke shila aur 50 ke tel mein
Ghoomi hai delhi bhi poori
Toh rakhna tum zara si doori
Hai peeche yaha khada hai paap ka devta
Kaan me ched toh launda ye vaid sa
Sune na koi toh khundas hai beat pe faikta
(Yuh)
Baney do deeth se lehza theek sa
Shaanti se bheed mein baith ya haq ka maang na seekh ja
Haiga ye kalyug toh jaani tu rang badalna seekh ja
Lage jab teer naseeb ka seene pe
Mehfil ki nazuk hai jaan to Kaabu kar dil ko hazir hai jadugar
Mile na saani insano me majin hu
Vichlit rappero ka walid hu
Theek thaakk rappero ke bahir hu
League se mahir hu
Beat pe khoob alokik hai haath
Hu Likhta mai maslo ko phook ke
Panno pe lafzo ka zoo hai janab
Kare chaaro khaane chit
Ek hi hai zid adbhut
Gharwalo ki mai dikkat
Hu black sheep door
Rishto se timbactu
Bass kuch din
Aur phir
Unki mai achi kismat hu
Bhari kashti se dubki lekar
Yu
Sari shakti lafz
Trident of neptune
Jaari bakchodi lekh likhe
Saath saath tu dekh ke hai
Saavdhaan hai orm curry
Saath mein toh lagey tum
Sab hume Nimcampoop
Meri raushni ke waqt leta
Zulmat dhoond mere hausle
Ke aage jhukey harpal tu
Mera dost jaanu tujhe taufa
Darpan doon
Meri har kartoot barkat
Hai mazboot
बके aflatoon meri jeeb
Pe hai mehfooz
Har ek sangeet hota
Mehsoos jaise dhoop
Hum na par paara
Koi chuu (uh)
Bigde bhatero ke muh
Par karam pe zor hai
Talab atoot hai
Nikle kewaad diwaro
Me chaati jo dhool
Saboot hai Jeet
Ek lauta vikalp
Fistbump diya gray ko
Bola noi ko game kheley
Brawhalla aaja puff puff
Paas chale
Gate pe hai zammun
Roof pe hai jam sesh
Hori khat khat gate
Khol bak bak karey
Beat pe lapak ke
Zameen pe jo paav
Aasman pe nazar hai
Jo chaapa ni dhan
Tabhii mooh thoda band hai
Aage baap ke
Baney noobsaibot
Ermac ke aagey
Phir bhi shaant
Swabhav hai thoda swaad
Gazab ka tabhi dost hai kam bhi mere
Khojta jeet mai kyuki
Dhoop na dikhti
Wajah phookne ki jo
Bani loop pe sab
Aa thoo kara zindagi
Pe aisi chaiye
Bohot kuch shauk
Jaanleva thode
Dete maqsad tabhi
Khamoshi pehra de
Chehre pe aur jaan
Na hai haal toh
Padhlo ye chehra tum
Nehle pe deklhle de
Kaano me Bhairon ke Banu awaz mai
Karne ko maile ye
Hath hu chala mai taaki na phaile phir haath par filhaal
Mera nickname broke aur
Shauq bahar Jeb ke
Toh dikkat hai do jama sau(100)
Tabhi dono kare boss up
Khada hu chokhat pe mai drop dead saare khauf liya sansar
Dekh maine sau gaj me
Jo chahiye wo
Badhkar hai daulat se
Meri sohbat hi bhand khuli
Aankhien lage behosh gire bol jaake devlok Baku
Dohzak se
Raha khood hi me
Doob mai saalo se
Khud hi me choor fizool
Jo mila zamane se
Hosh tha karmo ka
Bojh ab bole ke sober
Ni marna to kidhar hai doob

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar