Kishore Kumar Hits

Mustafa - 36 Aeb. şarkı sözleri

Sanatçı: Mustafa

albüm: 36 Aeb.


Jhatu hai tu bhai mere
Bagal me na phook
Chahiye ni badhai
Chahiye mauke gimme loot
Saari bhari hoti jeb
To na dekhni pade thoot kafi chutio
Ki baked baithe parko me
Class kari bunk
Mere verse aur hai chunks
Dono sath ek hi base pe
Kare dress up jaise pedy
Par na jana mere bhes pe
Maa baap ko na bhanak kaun hai gray
Baitha nashe me labrez hu mai
Tez chale saans par di bech hai bechaini badle aeb ke
Joe black meri kala maange praan tabhi zindagi utari notepad pe
Meri zindagi hai haavi inn tracks pe
No cap
Mujhe saupne ko nahi hai dhan ya dhandha mere baap pe to laazmi
Hai tutan for this rap shit no plan b
Wo banna chahte rapper
Reh jate sateh par
Banna mujhe rehbar
Bhale khud hi se hu battar
Mai par sabhi se hu behtar
Sabhi hai nishaane pe
Aur sabhi se na sehmat
Ye do balak paale bhaari dil
Aur paale buri aadat
Bechlenge pudiya par na khwaab
Bane duvidha maa baap ki
Toh laanat hogi beshaq
Par na kayar hum hai jaadugar
Maidan ke hinata kageyama
(Yessir)
Thoda dheeme dheeme
Chale ye kadam
Maane kaizen
Toh jhaant padey hume na
Farak kisi baat ka
Savaar hai hum naav me
Madhoshi ki toh rok sake kaun
Peeeche chod diya hosh
Rahi cheekh
Meri maansik
Toh roz hota chaar bees
Na chaiye mujhe pyaar
Chaiye bas mujhe gandhi
Jo chaiye lenge cheen
Jaate lag bade laale meri neend ke
Haseen sa ye khwaab
Nahi deta hume sone
Bas hai chahat
Jab tha balak
Sober
Ab mere chattis aeb
Mere Poorakh
Bas ek hi sach
Meri tootan
Baaki sab pakhand bogus
Ab hum daanav
Dope as fuck
Na rukta ye waqt toh ab ruke kyu
Zabaan meri
Sone ki khadaan na hai
Baap ki
Hataash bhi na ho saku mai
Chain se
Hai middle class family
Toh bookh paalu
100 guna mai
Sober na
Hu saalo se
Ek waqt tha sirf khayaal
Thhe is bheje mein wo dikhe
Ab shaitano se
Jo bane dost buri meri aadaton ke
Kahu mai aazadi ya barbaadi khair
Jo bhi hai ye mazedaar
Tag team mein baate haal
Gray aur mai kaatlenge waqt
Hoke khajjal par chodenge na
Baate chaar
Hona nahi fit hume daud me
Ye rapper wali sauce aati dil se
Ye rapper hai
Par baatein nahi chui kabhi
Dil ko
Na mile aur nazariya mera aadho se
Bas dekhu jo in aankho
Se mai koshish karu poori
Wahi rakhi apne labo pe
Par satyaanaash karey aeb mere
Chattis
Satyanash karey vehem mere
Pehen ke mukhote
Chain choor baithe
Sehem ke madhosh
Chuda rehen sehen
Phuka din rain ka na
Hosh hai ye haal
Apne aap se na mile
Mujh se mile sab mere
Halaat se na mile
Ye andaaz hai saugaat
Jo abhyas se na mile
Class me na gali dal
Kare pass sem parko
Me char pen
Vachaal hai vishram
Se anjaan hai
Sawar hai zubaan pe jo
Bake na vichar the betaal se
Vyapar hai vikral
Ye jazbaato ka bazaar hai Ghulam
Tu bhi daam ka ye lafaz
Hai achook
Wo puche T ka rate
Na mai bechu diye
Phook saare tole
Circle charsi huzur
Flow me tabhi garmi huzur
Bana zuko
Rakhu lawde pe naseehat
Muh pe merci beaucoup
Yahi jeevan hai
Khali meri jeb bass
Khareedti ye zillat hai
Phukedio pe
Phephdo ki killat
Hu mai ban chuka
Mazak par na
Muskurati kismat aesi
Dikkate tamaam jo na
Dikhe meri Surat
Pe hai daag mere
Daaman ke ab thos
Meri buri
Aadato ka bojh par na
Chukti likhawat
Hai kathor phate speaker
Nashe roz chalu hosh kya
Sambhalu meri haalat

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar