Meri baato me baato me tu, Meri yaado yaado me tu, Meri saanso me sanso me tu, Esa kyuuuu, Kehti leja muje insub se dur tu han dur tu, Rehna tere sath hi fir hum dur kyu Han dur kyu Kehti tere bina rehna nahi chati main Mujhe lapatle tu apni chathi se, Voto toh shukr h khudaka tu aagaya, Varna duniya se kabki chali jati main Ek tu hi mere jeene ka sahara hai, Teri baato se hi hota guzara hai, Tujhse milne ke liye bekarar main Tune mera chain bhi toh ujada hai, Teri baato me hi khudko main paati hu, Dil main baate boht par keh nahi paati hu, Teri hassi me main kho jaati hu, Aankho main teri main baate bhul jaati hu, Jo tu na mili toh neend uddi h Loon karwatan raaton mein teri hi kami h Socha na tha kabhi ki niklu bewafa main Par apne hi hote jo de jaate daga h Maina haan galtiyon se chutte h ye faasle Jab main tha neeche tab tune diye the hausle Kismat mein tu na likhi toh badle maine raaste Gunaah aisa ki khuda se bhi maafi na mile Sooni si rahon pr akela main musafir hoon Khudko hi poochun kya main tereliye kaabil hoon Nazzre dhoonde meri khudko main yun muntazir hoon Ishq ki rahoon se doori bana main kaafir hoon Ek tu hi mere jeene ka sahara hai Teri nigahon mein hi dekha woh nazara h Har pal haseen jo bhi tere sang guzara h Sapne sa lagta jab tune mujhe pukara h Ek tu hi mere jeene ka sahara hai, Teri baato se hi hota guzara hai, Tujhse milne ke liye bekarar main Tune mera chain bhi toh ujada hai, Teri baato me hi khudko main paati hu, Dil main baate boht par keh nahi paati hu, Teri hassi me main kho jaati hu, Aankho main teri main baate bhul jaati hu,