Reet pyar ki na hogi purani Main dilon ka baadshah, suron ki tu rani Khaila jo khail ye hai meri naadani Paan kay paton main dilon ki kahani Sunlay... dhoond na paaoun main tujhe Kalay andheron main Jo rub cheen lay... uspe kya rona hai Alag hi rahay... kal jo bhi hona hai Wo janay kisnay jana Main tera hun nishana Chaal jo bhi chalna Wo humko bhi batana Bujh gaye... rahon kay sub wo diye Aey dil tu soch lay Reet pyar ki na hogi purani Main dilon ka baadshah, suron ki tu rani Khaila jo khail ye hai meri naadani Paan kay paton main dilon ki kahani Sunlay... Bhool na paaoun main tujhe Sawan ki boondon main Sehra ki us paar, krna hai intezaar Kabhi wo bhi ayegi, kabhi aayegi bahaar Rahon main kabhi, kabhi rahon main dekha Kabhi khuwabon ki saji kaali gufaaon main dekha Junglon main bhi, aasmaan aur zameen pe Wo katil aakhri, teri adaaon main dekha Hum chalay... paani ki boondon main bahay Mujhe paana hai tujhe Reet pyar ki na hogi purani Main dilon ka baadshah, suron ki tu rani Khaila jo khail ye hai meri naadani Paan kay paton main dilon ki kahani Sunlay... Bhool na paaoun main tujhe Bujh gaye ... rahon kay sub wo diye Aey dil tu soch lay