Mai khona chahu kaale badalo mai Udna chahu saason ke bhi faslo mai Rehna chahu dard ke bhi daldalo mai Behna chau gam ki nadiyo mai Mai toh yuh na milu Mujhko roona hai sekhaya ghar ki ladaiyo ne Mujhko jeena hai seekhaya jhooti khaniyo ne Par jab lagta dar toh haath khud ka thamu Aage houn badhta kya manzil na janu Aasu aate hai Palko pe ruk jate hai Puche mujhse ki kya tum ho chahte Aakhe hai geeli phir kyu tum yeh bonde chupate Kyu tum khudko khona ho chahte Jawab mera ek he hai badla nahi Mujhko ab aage hai chalna nahi Dil bhi hai dukhta voh aasu bhi chubta Joh aakho Mai rukta Mai saalo se chup tha Ab kagaz mila Ab Kalam hai mera Ab mai likhdu yeh geet joh rooh ko bhi chude aur bole Ki tu hai mera kaha Tu na mera raha Tu hai mera kaha Mujhe mujhse mila Mujhe jeena Sikha Tu hai mera kaha Tu na mera raha Tu hai mera kaha Mujhe mujhse mila Mujhe jeena Sikha Tu hai mera kaha Abhi toh mai thoda houn toota sa dar bhi hai rukta na Jab maine yeh jana ki mujhko thakna na Bas mujhko chalna tha khudse bhi ladna tha jeete jee marna tha Meri yaadien mujhe itna tadpati hai Khush rehna bhi voh na sikhati hai Sapno Mai mujhe dard he dikhati hai Aakho ki nami voh kyu na chupati hai Par ab bas bhi karo Saasien lene bhi do Khwaab bunne toh do raah banne toh do Geeli si mitti pe rukne toh do Haan houn chat pe he betha Ho gaya hai sawera Bole badal mujhse tu hai hi bilkul akela Na jane ki kyu tu na tera Tu na tera raha Tu na tera raha Tu hai mera kaha Mujhe mujhse mila Mujhe jeena sikha Tu na mera raha Tu na mera raha Mujhe mujhse mila Mujhe jeena sikha Tu hai mera kaha Aakho ki maine chadar bana li hai Uspe apni palke bicha di hai Ki roona bhi aaye toh aasu ruk jaye Na yaad dilaye joh sapne chupaye Haan mai khudse he khudko houn tod raha Baatien meri mai marod raha Akela lag jaaye toh ham Kho bhi paaye Aur khushiya le aaye na khud ko sataye