Haan voh din bhi yaad hai jab tune bola Khwaab bhi saath hai Taaro ko chamakne do na (chamakne do na) Han voh raat yaad hai jab tune bola ki sitaro mai Hamare joh sapne hai bharne do na (bharne do na) Kya voh sach hai ya jhoot tha Mai bhi majboor tha ki Kese bhula jaaye un yaadon ko Joh bole ki sab mera he kasoor tha Mai khudse he tha Rutha Aur maine yeh sawal khudse he tha pucha Kyu... Kyu nibhate ham voh rishte joh tootne hai? (tootne hai) Kyu ham soote raat ko jab saare sapne jhoote hai? Kya akele rehne se ham itna darte hai? (darte hai) Ki khushiya bhi kisi aur mai he khoojte hai (khoojte hai) Yeh voh lavz hai joh arso se arz na kiye Ham voh marz joh puche ham kese jeeye Aasu aate toh log bole aage ab khushiya he hai Aur ham has bhi diye Ham akele he hai Sab akele akele akele he hai Ham akele he hai Sab akele akele akele he hai Rehne do na Mujhe rehna esa seekha maine Kehne do na 16 saal se na cheekha Maine Vaade jhoote rishte toote haath choote Ake fasta mai khudki yeh sooch ke jaal mai Mujhe na hai aage chalna mujhe rukne do Dukh pyaar ne diya hai dil tootne do Khush houn na dhoka diya Iss bar maine Galti meri ho toh khuda abhi meri jaan lele Hasi chod ke gayi toh dard deti hai Gam jaaye nahi ham toh ab kedi hai Kesi bedi kya pinjre mai samjha na Aakhe band mujhe lagta akela sa Akhir sooch ke yeh badal saare mere hai Par aakhe khol ke bhi lagta akele hai Ham akele akele akele hai Sab akele akele akele hai